appsgeyser-create-an-android-app

Agar hum ek nazar me dekhe to aaj ke date me sabse jyada bikne wala smartphone Android OS based hai. Jiska matlav hai ki android mobile aaj ki date me sabse jyada bikta hai and people pasand bhi karte hai. Isliye aaj ka article Android application se related hai ki Free me Android app kaise banaye.

Guys, Android app banana easy nahi hai. Agar aap professional android app banana chahte hai to kisi company se help le sakte hai ya aapko Java developer+graphics designer or pata nahi kya-kya aana chahiye ya hona chaiye.

But iska ye meaning bhi nahi hai ki aap khud ki application nahi bana sakte hai. Aap khud ka mobile app bana sakte hai. Kyunki internet par aise bohot saari sites hai jinse hum khud android application bana sakte hai. Inhi mese ek ke baare me neeche diya hai jise read karke aap khud ki application bana sakte hai. Aaiye jante hai ki android app kaise banaye wo bhi free me.

app kaise banaye

Android app kaise banaye free me mobile

Step 1. Sabse pehle to aap www.appsgeyser.com par jaye and waha jakar poori website ko khud se samjhe ki app kaise banaye. Agar khud se samajha aata hai to thik nahi to in steps jo aap read kar rahe hai ko follow karte jaye.

Step 2. Create Now par click karte hi aam next page par move karenge jaha aapko app ke liye category or template choose karna hoga. Jaise Android application banana chahte ho wo hi choose kare.

Step 3. Suppose ki aapki website hai and to apni website ke liye app bana sakte hai. Meri website hai jise aap abhi padh rahe hai to mene first number wali template choose ki jo website ke liye hai.app kaise banaye

Uske baad upar image ke according mene website ka URL enter kiya and Next button par click kiya to app ka name fill kiya phir next kiya to description and phir ICON choose kiya (agar aapke paas khud ka icon hai to upload kar sakte hai).

Finally, App kaise banaye – Create app par click kare app banaye. Is tarah se aapki Android application bankar ready hai but ise aap Play store par upload nahi kar sakte kyunki uske liye alag se process karna hoga jiske bare me next article likha jayega.appsgeyser-download-page

Ab aap apni app ko 2 tarike se download kar sakte hai wo bhi bina playstore me jaye. First, QR code scan karke and Second, hai Short URL, Jaise ki upar image me first point ke andar Scan QR code ka option hai and Short URL bhi hai to aap URL ko apne mobile browser me website ki link ki tarah enetr karke bhi download kar sakte hai.

2 and 3rd option aap dekh hi sakte hai ki aap chahe to apni android application ko Google Play store me publish kar sakte hai and 3rd option ke according aap apni application ko Amoazon app store me bhi publish kar sakte hai.

4th option monetize ka hai jiska meaning hai ki aap apni app se paise kama sakte hai.

Mobile app kaise banaye iske baare me aap comments se bhi pooch sakte hai.

अधिक एवं लैटस्ट जानकारी के लिए हमारे WhatsApp चैनल को जॉइन करें। क्लिक करें –

12 responses to “Android app kaise banaye free me mobile par”

  1. saurabh Avatar
    saurabh

    aur dusra tarika nhi hai app banane ka?

    1. Nitin Avatar

      Bohot saare tarike hai app banane ke

  2. Bhanwar singh charan Avatar
    Bhanwar singh charan

    Comment Text*sar mene aap bana liya par play stor me url mang raha vaha kya likhu

  3. NITIN PAL Avatar
    NITIN PAL

    me kisi university ka aaps banana cahata hoo mujhe kin-kin baton ko dhiyan me rakhte hove kya-kya karna padega

  4. JAYDEEP KUMAR Avatar
    JAYDEEP KUMAR

    Badiya information batayi hai aapne, blogger ko bahut help milengi,

  5. Jitendra kumar Avatar
    Jitendra kumar

    Sir ji mai apna khud Ka business app banana chahta hu sir ji help me

  6. Sonu prajapati Avatar
    Sonu prajapati

    Sir ji mujhe bhi app banana hai

  7. Sonu Singh Avatar
    Sonu Singh

    Apps banana he

  8. pardeep kumar Avatar
    pardeep kumar

    sir please exmp. say batao

  9. Indraj Sarswat R.n Avatar
    Indraj Sarswat R.n

    Hello frend.s I Am Indraj Sarswat R.n mera phala apps h 19 year ki umar me banaya hu aap logo ka sat h aage comment kare

  10. Mohit Avatar
    Mohit

    kya baat hai, sari problem hi khatam ho gai.
    thanks for the help….good going

  11. express vpn key Avatar
    express vpn key

    Ha, here from bing, this is what i was looking for.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

हाल ही में लिखा




ट्रेंडिंग

  1. Mobile App Kaise Banaye Free Me Android

Sponsored links

Groww
Amazon




HindiTreasure.com

Discover more from HindiTreasure.com

Subscribe now to keep reading and get access to the full archive.

Continue reading